Sheher hai soya, shor dheem gaya hai Main jaaga baitha, haan, tere intezaar mein Ab saari baatein tujhko bata dunga, jab tu aaye Aur aaj tu aa rahi hai, pukaar rahi hai, mana rahi hai, bula rahi hai
街は静まり返り、騒音も静まった 私は起きて、君の帰りを待ち続けている 君が来たら、すべてのことを話してあげたいんだ そして、今日は君がやってくる、呼んでいる、誘っている、呼んでいる
Tu na jaane kitni baatein mere dil mein tujhko kehne ko Aur mujhko kehna jo hai, vo main na paun bol Tere peechhe poora sheher pagal hai, that I know Par in saaron mein bhi na koi mera tol
君に伝えたいことが、私の心の中にたくさんあるのに 言いたいことがあっても、なかなか言葉にできないんだ 君を追いかけて、街中が騒がしいのは知っている でも、そんな中で、私の気持ちを理解してくれる人はいない
Sheher hai soya, shor dheem gaya hai Main jaaga baitha, haan, tere intezaar mein Galiyon mein khoya, tujhe main dhoondh raha hoon Jaage hue soya, uthe hue let chuka hoon Aur mujhse jeene ki tu wajah poochh ke tu aaye Aur aaj tu aa rahi hai, pukaar rahi hai, manva rahi hai, bula rahi hai
街は静まり返り、騒音も静まった 私は起きて、君の帰りを待ち続けている 路地裏をさまよい、君を探している 起きているのに寝ているような気分だ、もう起きてしまったのに、まだ寝ている気分なんだ そして、君が私に生きる意味を聞いてきてくれた そして、今日は君がやってくる、呼んでいる、誘っている、呼んでいる
Tera na aana mujhe maar dеta, jaan Ab tu aayi hai toh baal-baal bache hum Meri gully terе liye hi toh roshan Tu aayi, ise chaar-chaand lage ab Jaanam, tum ho ab toh kya gham? Mehek utha hai aalam, teri zulfon ke khul ke bikharne se Main likhta hoon sab tere liye lekin darta hoon tere aage padhne se Main likhun aaftaab ke ubharne pe Ya likhun us chandni ke marne pe Ya likhun teri nazron ke jaadoo pe Ya likhun unke sharma ke jhukne pe Ya likhun un pahadon ke baare Ab jinke kinaare hum sadke bana kar toh kehne ko ghar jaa rahe hain Safar mein hi toh saare manzar aane hain Tujhse milne ke toh sau bahane hain Aansoon, lahu, hamne sab baha liya Tumne mujhe kya zakham lagane hain Ab chhodo bhi na ye dil-shikastagii I see what you see, tu kab se hai roothi Kuchh baatein adhoori, kuch baatein zaroori hi nahi Neendein bhi poori na hui Khuli jo aankh toh na wo zamana tha, na hi koi manzar aur tu bhi nahi Sheher ka sannata aur main, hum donon mein tu ab nahi Jaise jisam hai, rooh ab nahi Jaise lage aankh ab jo meri toh main waapas uthun hi nahi Hmm
君が来ないのは、私を殺してしまうようなものなんだ、愛しい人 今、君が来たから、私たちは助かったんだ 私の路地は、君のためにだけ輝いているんだ 君が来たことで、さらに華やかになった 愛しい人、君がここにいるなら、もう何も怖いものはない 君の髪の毛が解きほぐされただけで、世界中が香り立つ 私はすべてを君のために書いているけど、君の前で読むのが怖いんだ 日の出を歌おうか それとも、月の沈みを歌おうか それとも、君の魔法のような目を歌おうか それとも、君の恥ずかしそうに下を向く姿の歌を歌おうか それとも、あの山々の話を歌おうか もう、そのふもとで、私たちの家を建てることしか考えていないんだ 旅をしているからこそ、様々な景色が見られるんだ 君に会うためには、たくさんの言い訳が必要なんだ 涙も血も、すべて流してしまったんだ 君にどんな傷つけられたんだ? もう、この心の痛みが止まらない 私は君が見るものを見ている、いつから怒っているんだ? いくつかの話は未完だし、いくつかは話す必要がないんだ 眠ることもできなかった 目を覚ますと、いつもの世界も、景色も、そして君もいなかった 街の静けさ、そして私、二人の中に、もう君はいない まるで、体だけが残っていて、魂が抜け出しているような感じだ 私の目には、もう何も映らない、もう二度と立ち上がることはできない うん
Sheher hai soya, shor dheem gaya hai Main jaaga baitha, haan, tere intezaar mein
街は静まり返り、騒音も静まった 私は起きて、君の帰りを待ち続けている