Dear Zainab, qoum sharminda hai Ke margayi hawwa ki beti, maarnay walay zinda hain Dear Zainab, ab tu salamat hai Teri hasti hui woh tasveer ek jeet ki alamat hai Dear Zainab, qoum sharminda hai Ke margayi Hawwa ki beti, maarnay walay zinda hain Dear Zainab, ab tu salamat hai Teri hasti hui woh tasveer ek jeet ki alamat hai
親愛なるザイナブよ、この国は恥じている イブの娘が死に、殺人者は生きている 親愛なるザイナブよ、あなたは今、安全だ あなたの存在は勝利の象徴だ 親愛なるザイナブよ、この国は恥じている イブの娘が死に、殺人者は生きている 親愛なるザイナブよ、あなたは今、安全だ あなたの存在は勝利の象徴だ
Umar saat saal, befikar woh kal se Woh jaa rahi hai ghar se madarse ko chal ke Chota sa qad, aur qadam uske halke Aur uski aankhon mai se dua maa ki chalke Usse na samajh aayi hua kia aur hua kyu Woh puchegi khuda se kon tha woh aisa kyu Kitne sawaal honge uske labon pe Aur idhar police chirkay namak mere zakhmon pe Ab peeche rehgaye muzakarat muzahiray Social media bhi chup, bhool gaye sab, zaahir hai Hum tou bas follow karte trend Waqt guzar jaata, every story's gotta end Lekin kab tak? Hawwa ki beti darti rahaygi Aur kab tak? Woh izzat k maaray hi chup rahegi Aur kab tak? Ahle khaana izzat bachate rahengay Aur kab tak? Hum na-baligh janazay uthate rahengay?
7歳、昨日まで無邪気だった彼女は 家からマドラサ(イスラム学校)へ歩いて行っていた 小さな体、軽い足取り 母の祈りが彼女の目に浮かんでいた 何が起こったのか、なぜ起こったのか、彼女には分からなかった 彼女は神様に問いかけるだろう、誰が、なぜこんなことをしたのかと 彼女の唇にはどれだけの疑問が浮かぶだろう そしてここでは、警察が私の傷に塩を塗っている 交渉もデモも今は過去のもの ソーシャルメディアも沈黙し、誰もが忘れてしまったようだ 私たちはただトレンドを追いかけているだけ 時は過ぎ去り、すべての物語は終わりを迎える でも、いつまで? イブの娘はいつまで怯え続けるのか? いつまで? 彼女はいつまで尊厳のために沈黙するのか? いつまで? 家族はいつまで名誉を守り続けるのか? いつまで? 私たちはいつまで未成年の葬儀を出し続けるのか?
Dear Zainab, qoum sharminda hai Ke margayi Hawwa ki beti, maarnay walay zinda hain Dear Zainab, ab tu salamat hai Teri hasti hui woh tasveer ek jeet ki alamat hai Dear Zainab, qoum sharminda hai Ke margayi Hawwa ki beti, maarnay walay zinda hain Dear Zainab, ab tu salamat hai Teri hasti hui woh tasveer ek jeet ki alamat hai
親愛なるザイナブよ、この国は恥じている イブの娘が死に、殺人者は生きている 親愛なるザイナブよ、あなたは今、安全だ あなたの存在は勝利の象徴だ 親愛なるザイナブよ、この国は恥じている イブの娘が死に、殺人者は生きている 親愛なるザイナブよ、あなたは今、安全だ あなたの存在は勝利の象徴だ
Bare aksar kehte lafzon mai bari taakat hai Masla logon mai nai, masla sakafat mai Masla is soch mai, aur na kero khul k baat apno se Tabhi mard geedar banne sabko dabochrahay Mai saaray mardon se abhi mukhatib Tum saaray izzat kamatay Usko mili izzat tohfay mai Khuda se Kyun ye log bhul jatay? K inko dunya mai lanay wali ek aurat zaat hai Bari ajeeb si baat hai Apne hi bachon k saamne khul nai patay Maashray k is karway sach ko rakhte ye chupa ke Kyun nahi sikhate? Kyun unko nai batate? Kia ghalat aur kia sahi aur Kaafi bachon ko zinda laashen banane wale apni hi Kyun ye baaten dabraheen? Aur kyun hamare mulk ki izzat zinda laashen Banraheen? Jungle ka hai qanoon yahan Log saaray ghaafil Zameer ko bechen Hawas ki khatir, mujhse pucho tou Hum saaray hi zainab k qaatil Bacha har ghar ka baray naazon se jo palta Kiun is maashray se darta Haivano ki is basti mai kyun suuraj nai nikalta? Aur sirf soch lene se andheray nai jatay Chiragh bhi khud bhi nai jalta, usko jalana parta (Chiragh bhi khud bhi nai jalta, usko jalana parta) (Chiragh bhi khud bhi nai jalta, usko jalana parta) (Chiragh bhi khud bhi nai jalta, usko jalana parta)
言葉には大きな力があるとよく言われる 問題は人ではなく、文化にある 問題は考え方だ。自分の考えを人に話さない だから男はハイエナになり、皆を捕まえる 私はすべての男性に話している あなたたちは皆、尊敬を集めている 彼女が受けた尊敬は神からの贈り物だ なぜ人々はそれを忘れる? 彼女をこの世に生み出したのは女性だ 奇妙な話だ 子供たちの前でさえ、彼らは心を開かない 社会のこの側面、真実を隠す なぜ教えない? なぜ伝えない? 何が正しくて何が間違っているのか 多くの子供を生きた屍にする者たち、自分の子供たちを なぜこの話を隠す? なぜ私たちの国の名誉を生きた屍にする? ここは弱肉強食の世界だ 人々は皆、無関心だ 良心を売る 欲望のために。私に言わせれば 私たちは皆、ザイナブの殺人者だ すべての家庭で大切に育てられた子供は なぜこの社会を恐れるのか 獣たちの巣窟で、なぜ太陽は昇らないのか? 考えるだけでは闇は消えない ランプも自分で点灯しない、誰かが点けなければならない (ランプも自分で点灯しない、誰かが点けなければならない) (ランプも自分で点灯しない、誰かが点けなければならない) (ランプも自分で点灯しない、誰かが点けなければならない)
Dear Zainab, qoum sharminda hai Ke margayi Hawwa ki beti, maarnay walay zinda hain Dear Zainab, ab tu salamat hai Teri hasti hui woh tasveer ek jeet ki alamat hai Dear Zainab, qoum sharminda hai Ke margayi Hawwa ki beti, maarnay walay zinda hain Dear Zainab, ab tu salamat hai Teri hasti hui woh tasveer ek jeet ki alamat hai
親愛なるザイナブよ、この国は恥じている イブの娘が死に、殺人者は生きている 親愛なるザイナブよ、あなたは今、安全だ あなたの存在は勝利の象徴だ 親愛なるザイナブよ、この国は恥じている イブの娘が死に、殺人者は生きている 親愛なるザイナブよ、あなたは今、安全だ あなたの存在は勝利の象徴だ