Maafi talaafi ki kaafi par aayi kaam nae Ji aap wo leti mera naam nae Pills pop, i let the weed smoke Sometimes just talking does not make the pain go Tu hee aag tu he uspe parti baarish Mein wo khaali haveli jiski tu akeli waaris Tu hee chaaon, tu hee dhoop, rangon ke saat roop Tu jitni khoobsurat uss se kahee’n zyada duur Mein likhna chor dun jo tere baare Mein qalam torr dun aur tu siyaahi mein basa reh Hansa rahey zamaane ko khud se pareshaan Wo parhti thi kitaabein mein parhta hun insaan Insaan bhi kya cheez hai Aik mein wafa nae aur dusre ko wafa ki umeed hai Insaan bhi kya cheez hai Mein kal guzra phir udhar se tou yaad agayi chiz aik Tera number nae hai you left the city and you’rе gone Baat karne ko hai bass ye microphonе Wohi kaghaz, wohi qalam, lehje sakht, dil naram Badd bakht bass karo udaasi har taraf Jhootay tere bharam kis baat pe tu barrhamm Par hum kyun abhi stuck like a jam on a one way But someday tu samajh jaaegi duur hokey hamm se ke Hamm mein wo qaraar nae, pehle waali baat nae Tujhe kiya azaad ya di hai khud ko saza Lekin dil ke mohalle mein ab tera makaan nae
謝罪と償いはもうたくさんだ、意味がない 君が受け取ったのは僕の名前ではない 薬を飲み、マリファナの煙を吸う 時々、ただ話すだけでは痛みは消えない 君は炎であり、その炎に降り注ぐ雨だ 僕は君だけが相続人である空っぽの大邸宅だ 君は影であり、太陽であり、七色の色だ 君は美しい以上に遠い存在だ 君について書くのをやめよう ペンを折り、君はインクの中で留まろう 世界を自分自身で悩ませながら笑い続ける 彼女は本を読んでいた、僕は人間を読む 人間とは何だろう 一方には誠実さがなく、もう一方には誠実さを期待している 人間とは何だろう 昨日通り過ぎた時、あることを思い出した 君の番号はない、君は街を出て行ってしまった 話す相手はこのマイクだけだ あの紙、あのペン、厳しい口調、柔らかい心 不幸者よ、もう悲しみはやめろ 君の偽りの幻想、何がそんなに腹立たしいのか なぜ僕たちはまだ一方通行の道で立ち往生しているのか でもいつか君は理解するだろう、僕たちから遠く離れて 僕たちにはあの落ち着きがない、以前のようではない 君は自由を得たのか、それとも自らに罰を与えたのか しかし、心の街にはもう君の住む場所はない
Aaj phir tu aae nae, yaad teri aayi thi Bewaja hee bewafa se, bepanah umeed jo lagaai thi, mmm Aj phir tu ik gumaan, aj phir tu shaeri Socha tha tu aaegi torr ke wo rasmein saari dunya ki riwaaeti but god dammit girl Aaj phir tu aae nae, yaad teri aayi thi Bewaja hee bewafa se, bepanah umeed jo lagaai thi
今日も君は来なかった、君の事を思い出した 不誠実な人に、不当な期待を抱いていた、ああ 今日も君は一つの幻想、今日も君は詩だ 世界のすべての伝統的な慣習を破って君が来ると期待していたが、ちくしょう 今日も君は来なかった、君の事を思い出した 不誠実な人に、不当な期待を抱いていた
Raazi dil tou razamand hum kyun nahi Nai taapi pill, gaanay likhe ye shayoor bhai Ye ajizi hai baghi isko kehte hum ghuruur nai Dil e maghroor tu bhi khoob tu haram dena sood phir I’m just a text away, itna bhi duur nahi Feels like yesterday sach ka suboot nai Tu hi zawal mera, tu hi hai urooj ay! Logon se puch ye qalam likhta jhoot nai Ghum dekar phir dilaase kese? Muu pe tassaliyan tou dunya mai tamashe kese? Hum aaj bhi kehte, na koi raqeeb, na hareef Hum thay ghareeb najanay kaati hain wo raaten kese? Qalam chor ya qalam tor, aa wazan tol Nai hazam shor, ye azam khoj, tu surangh khod Tarazu hi nai jo tolega ye dozen bol Tu raqam soch in lafzon ki, aaja zakham tol Insaan bhi kia cheez hai Ek mai wafa nai aur dusre ko wafa ki umeed hai Insaan bhi kia cheez hai Jhoot ki saza nai tou tohmaten lagane pe yahan dheel hai Tu jese rehmat, tu hi hoor, tu hi noor, kohinoor Tu hi saya, tu hi dhoop, tu fitoor ye futuur Tu itni khuubsurat k mai likhne mai majboor Badal sirhaana, kiun ke duur, tu ne tou aana nai Khudkush zamana, ye ek gaana koi fasaana nai Likden afsaaanay tujh pe lekin..
心が同意しているなら、なぜ私たちは同意しないのか? 新しい錠剤ではない、意識的に書いた歌だ この疎外感は反抗だ、私たちはこれをプライドとは呼ばない 高慢な心よ、君も素晴らしい、利息を取るな 私はたったメッセージを送るだけでいい、そんなに遠くはない 昨日のように感じる、真実の証拠はない 君は私の衰退であり、私の隆盛だ! 人々に聞いてくれ、このペンは嘘を書かない 悲しみを与えて、どうやって慰められる? 世界で慰めをどうやって見せる? 私たちは今でも言う、ライバルも敵もいない 私たちは貧しかった、どうやってあの夜を過ごしたのかわからない ペンを捨てるか、ペンを折るか、重さを測れ ノイズは受け入れられない、この決意を探せ、トンネルを掘れ これらの言葉を測る天秤はない これらの言葉の値段を考えて、傷を測りに来い 人間とは何だろう 一方には誠実さがなく、もう一方には誠実さを期待している 人間とは何だろう 嘘の罰がないなら、ここでは非難するのは簡単だ 君は恵みであり、天使であり、光であり、最高級のダイヤモンドだ 君は影であり、太陽であり、妄想であり、執着だ 君はあまりにも美しいので、私は書くしかない 枕を変えろ、なぜなら君は遠く、来ないからだ 自殺の時代、これは歌であり、物語ではない 君について物語を書くが…
Aaj phir tu aae nae, yaad teri aayi thi Bewaja hee bewafa se, bepanah umeed jo lagaai thi, mmm Aj phir tu ik gumaan, aj phir tu shaeri Socha tha tu aaegi torr ke wo rasmein saari dunya ki riwaaeti but god dammit girl Aaj phir tu aae nae, yaad teri aayi thi Bewaja hee bewafa se, bepanah umeed jo lagaai thi
今日も君は来なかった、君の事を思い出した 不誠実な人に、不当な期待を抱いていた、ああ 今日も君は一つの幻想、今日も君は詩だ 世界のすべての伝統的な慣習を破って君が来ると期待していたが、ちくしょう 今日も君は来なかった、君の事を思い出した 不誠実な人に、不当な期待を抱いていた