Yeah, yeah, it's your boy Is jam e ghafeer mein meri wafao ke laiq koi tha he nai Dastakein di bohot, dil ka dar khula he nai Dil mein dar tha, wohi hua ke tu mila he nai I am looking for reasons ab baaki koi waja he nai Tu hansta nai tou kabhi dard se muskura he sahi Koi rasta nai tou khud se rasta koi bana tou sahi Meri wafadaar kya is puray jahaan mein khaak he rahi Ke Janam tere baad teri mehek jo us se aati rahi Kabhi thi ho wo shaam ke dil pe bhaari pan na ho Ya khulay jo ankh tou tum na hum na ho Aur baaki hain humaray beech agar sirf faaslay Tou karu umeed ke kisi safar se duri kam na ho Ye kaisi hai kashmakash tu kuch tou keh Teri he intizaar mein diye jo jal ke bujhtay rahay See now I’m a changed man Tou waaday nai karuga tujhse mein Tu rahi na khush jo mujhse khud se nahi hu khush bhi mein Ab ghoomay dimagh, mitau wo chaar ashaar mein gussay me Ab nahi rahay wo yaar tou ehtiyaat karu khud se mein Aakhri mulaqat, phir kabhi na milsaka khudse mein Wo tera mu pherna, mur ke chalna mustaqil Kabhi buland bhi tha, kabhi zameen bos Kabhi likhu he nai, aur likha tou diye kai’n dil tor Likhay geet kuch mein ne jo louge ke zehen pe raqam kiye hain Ab zakham dene walay se kya puchu ke kyun tu ne zakham diye hain? Damn!
ああ、俺のことだ この混雑の中で、俺の愛情に値する奴は誰もいなかった 何度もノックしたけど、心の扉は開かなかった 心には恐怖があって、君に出会えなかった もう理由を探してる、他の理由なんてないんだ 君が笑ってくれないなら、痛みを笑顔に変えてくれ 道がないなら、自分で道を作ればいい この世の中で俺の忠誠心は塵になるのか? 生まれた後から君が漂わせる香りが今も残っている あの夕方は、心が重くなるような感じだった それとも、目を覚ますと君も俺もいないのか? もし俺たちの間にあるのは距離だけなら 希望を胸に、遠く離れた場所へ旅立とう これは一体何だ? 君は何か言ってくれ 君を待ち焦がれて燃え尽きてしまったろうそく 今は変わった男になった だから君に約束はしないよ 君が喜んでくれなければ、俺も自分自身を喜んでいないんだ 頭の中は混乱して、怒りを4行の詩に込めた もうその仲間はいない、だから自分自身に注意するんだ 最後の別れ、もう自分自身には会えない 君の心変わり、振り返って独立して歩き出す 昔は高く舞い上がっていた、今は地に足が着いている 昔は何も書かなかった、でも書こうとして傷つけた 俺が作った歌は、人々の心に刻み込まれている 傷つけた奴に、なんで傷つけたのか聞くのはやめよう くそっ!