Wujood-e- Zan se tasweer-e- Kainaat me rang Wo na he kamzoor na he wo kissi se kam Uske Iraade aise jese Chattaan HU Na Wo girrey na wo jhukkay tum bhi ye jaan LO Khuda ne taaQAT k sath aqal de insan KO Usay kamzoor MAT samjho,Aqal Se kaam LO Woh purri Duniya se KARRE datt k muqabla Wo samne se khari KARRE mushkilo ka saamna Umeed Zinda he abhi Meri jeet KI Yahan tak leke anay wali bhi umeed THE Purpose leke chalay jazba rakhien dil K ANDAR Ghulam nahi, Hum is waqt K SIKANDAR Asal social issues pe nahi karta baat koi Par hum rakh k bethien k Ge hath pe hath nahi Maslay sab sunate hal koi nh btata Ke nujawaan he to quam ka asal asaasa Hum he aaj he, Hum he kal bhi Hum se ye jahaan, Is jahaa se hum nahi Hum agey barhe ge agey jahaan aur bhi hain Haar nahi maani abhi imtehaan aur bhi hein Hum he aaj he, Hum he kal bhi Hum se ye jahaan, Is jahaa se hum nahi FALAK SHAGAAF YE JUNOON THROUGH THE SKIES AND THE STARS AND THE MOON
世界のキャンバスに女性たちが彩りを添える 彼女たちは弱くなく、誰にも劣らない 彼女たちの意志は岩のように堅い 彼女たちは倒れず、屈しない、あなたもそれを知ってください 神は強さと知性を人間に与えた 彼女たちを弱者だと思わないでください、知性を使ってください 彼女たちは世界と戦い、困難に立ち向かう 私の勝利への希望はまだ生きている ここまで来れたのも希望があったからだ 目的を持って進み、情熱を心に秘める 奴隷ではなく、私たちは時の征服者だ 本当の社会問題について誰も話さない でも私たちは手をこまねいているわけにはいかない 問題は誰もが言うけど、解決策を言う人はいない 若者が国の真の基盤であることを 私たちは今日であり、明日でもある 私たちから世界が生まれるのであって、世界から私たちが生まれるのではない 私たちは前進する、まだ見ぬ世界がある 諦めない、まだ試練は続く 私たちは今日であり、明日でもある 私たちから世界が生まれるのであって、世界から私たちが生まれるのではない この情熱は天を裂く 空と星と月を越えて
PAANI 1 ZARUURAT JO AB 1 NEEMAT BAN K reh gya KITNA KAM AYA ? KITNA ZAAYA HWA ? Beh gya INSAAN JESA BOOYE GA WESA HE khaega JO BACHAAYA WO ZARURAT PE KAAM ayega ZINDAGI AAP SE. JAANE NA DO raeega SIRF APNA FAIDA SOUCHA TU KIA faida BACHE PARHE GE TW MULK AGGE barhe ga HAAL KESE BEHTAR? JAB MUSTAQBIL HE YAHA darre ga FACTS TW FACTS HE BRUHH YE SIRF 1 RAP NAHI STATS CHECK KARLU JAA K NUMBERS DON'T LIE BHAII KISAAN BHAI IS ECONOMY BACKBONE AGRICULTURE SE JUDDI MULK K ADHI LABOUR FORCE IS MITTI SE ZINDAGI HE YE SIRF khaak nahi YE LAMHA E FIKRIA HE KOI mazaaq nahi ALWAYS BELIEVE IN JO BOOYE GA WO kaatega APNE LOGU SE SOODA NAHI KARTE ghaate ka APNE LOGU K LIE GAATE NAHI TW gaate kia? APNE LOGU ME OPPORTUNITIES NAHI bante kia?? YE PURPOSE RAP HE MAQSAD BUHAT BADE NA AGGE NA PEECHE APNE LOGU K SAATH KHARE JIS K MEHNAT SE KHILLE BAAGH HUTTE saweeera US K GHAR PE HU CHIRAAGHA NA K HU andhera APNE LIE TU SAB HE JEETE HE IS JAHAAN ME KOI KOI HUTTA JO ORRO KI ZIMMEDAARI LETTA
かつて恵みだった水が、今では必需品となった どれだけ少なくなり、どれだけ無駄になったのか? 人は蒔いたものを刈り取る 節約したものは必要な時に役立つ 人生はあなたから去っていく 後悔しても遅い 自分の利益だけを考えて、何の役に立つのか? 子供たちが教育を受ければ、国は発展する 未来が不安なら、どうやって状況を改善できる? 事実は事実だ、これはただのラップではない 統計をチェックして、数字は嘘をつかない 農民はこの経済の背骨だ 国の労働力の半分は農業に携わっている この土壌は生命であり、ただの塵ではない これは考えるべき時であり、冗談ではない 蒔いたものを刈り取ると常に信じている 仲間を裏切ったりはしない 仲間のために歌わないなら、何を歌うのか? 仲間のために機会を作らないなら、何を作るのか? これは目的を持ったラップだ、目的は大きい 前にも後ろにも、仲間と共にある 誰かの労働で庭が美しく咲くなら その人の家は暗闇ではなく、光で満たされるべきだ この世界では誰もが自分のために生きている 他の人の責任を取る人はほとんどいない
HUM HE AAJ HE HUM HE KAL BHI HUM SE YE JAHAAN IS JAHAAN SE HUM NAHI HUM AGGE BARHE GE AGGE JAHAAN OR BHI HE HAAR NAHI MAANI ABHI IMTEHAAN OR BHI HE HUM HE AAJ HE HUM HE KAL BHI HUM SE YE JAHAAN IS JAHAAN SE HUM NAHI FALAK SHAGAAF YE JUNOON THROUGH THE STARS TO THE SKIES TO THE MOON
私たちは今日であり、明日でもある 私たちから世界が生まれるのであって、世界から私たちが生まれるのではない 私たちは前進する、まだ見ぬ世界がある 諦めない、まだ試練は続く 私たちは今日であり、明日でもある 私たちから世界が生まれるのであって、世界から私たちが生まれるのではない この情熱は天を裂く 星々を抜けて、空へ、月へ