Anjaan

この曲は、人生の困難や虚偽性に立ち向かうというテーマを扱っており、ラッパーたちが自分たちの経験や思いを率直に歌っています。彼らは、社会の現実や自分自身に対する疑問、そして音楽への情熱を表現し、リスナーに共感を呼びかけます。特に、自分自身を理解し、過去の過ちから学び、未来に向かって進んでいくことを力強く訴えています。

今日だけの特価で Amazon の人気の商品を買おう!

Waqif hakikat se fir bhi anjaan hai Ashqo se beh jaaye ret ka makan ye Zamane se mai baaghi kyun munafiq hun Mai daagi hun mai bhula apna maazi hun Fir ho raha mujhse raazi tu Mai mushkilo ka aadi hun Kehdun mai tujhko kaafi kuch Ye dil bayabaan hai

真実を知っていても、まだ知らないことがあるんだ 涙で砂の住処が流れてしまう なぜ僕は世間に反逆者でありながら、偽善者なんだろう 僕は傷ついていて、自分の過去を忘れてしまった それでも、あなたは僕に納得している 僕は困難に慣れているんだ 君に伝えたいことはたくさんある この心は荒れ地なんだ

Mai meer ka dard hun, mai iqbal ka khwab hun Wo umeed ki kiran ek, bus thoda sa hazir jawaab hun Kaise ghont'te gala is kala ka, zamana jala tha Bata toh kara kya, kya karun Sila kya likhta jab bala kya fir bhi ni ban sakta marke mai talhah sa Zindagi safar ye kehna aasan tha Kya ladta tujhse mai khud se bezaar tha Wo jashan manate fir meri haar ka Bhale mat padhiyo is cabel pe fatiha Wo apne anjaane na hote Toh likhe ye gaane na hote Aur tum bhi deewane na hote Agar hum mashoor-e-zamane na hote Kala hi kya jisse ho na mutasir Wo ulfat hi kaisi jo banade kaafir Wo safar hi kya jo bhatke na musafir Hum Khanabadosh kaha jaaye aakhir? Darr nahi hai khatro se sar kholе Patthro se khoon lage kapdo pe, roya badi kabro pе Dil bade sapno se, lad pade apno se Aankhon dekha haal mera kalam bhare Sukh mann hai

僕はメーアの痛みであり、イックバルの夢だ 希望の光、ただ少しだけ機転が利くんだ この黒曜石の喉をどうすればいいのか、世の中は燃やしたんだ 教えてくれ、どうすればいいか どんな石を刻むべきか、どんな試練にも負けないように、タラフみたいに死ねない 人生は旅だと言うのは簡単だった 君と戦うこと、自分自身に嫌気がさしていた 彼らは僕の敗北を祝う このケーブルにファティハを唱えるな 彼らは知らなかったんだ だから、これらの歌は生まれなかったんだ そして、君も狂気じみていなかったんだ もし私たちが世間に知られていなかったら どんな芸術にも影響されないものはなんだろう 信仰者を作り出すような愛とはどんなものだろう 旅は、迷わない旅人にとってはどんなものだろう 私たちは、結局のところ、ノマドはどこへ向かうんだ? 危険を恐れずに、頭を上げて 石で血がついた服に、大きな墓の上に涙を流す 大きな夢を抱いて、愛する人に裏切られた 目の前で見た僕の状態は、ペン先にいっぱいになった 心地よい気分だ

Waqif hakikat se fir bhi anjaan hai Ashqo se beh jaaye ret ka makan ye Zamane se mai baaghi kyun munafiq hun Mai daagi hun mai bhula apna maazi hun Fir ho raha mujhse raazi tu Mai mushkilo ka aadi hun Kehdun mai tujhko kaafi kuch Ye dil bayabaan hai

真実を知っていても、まだ知らないことがあるんだ 涙で砂の住処が流れてしまう なぜ僕は世間に反逆者でありながら、偽善者なんだろう 僕は傷ついていて、自分の過去を忘れてしまった それでも、あなたは僕に納得している 僕は困難に慣れているんだ 君に伝えたいことはたくさんある この心は荒れ地なんだ

Aaj kal rahe dil ye udaas mera Saath chal mera dil ye awaaj dera Waise naam mera lete toh kaafi hai Chand log dil se puchte jo haal mera Baadal sirf kaali ghata jaisa Bina dard zindagi ka maza kaisa Waise hum toh shuru se hi baaghi hai Maine maut ko khud apna pata bheja Low-key magar dhund lete ab fans ab Camera nikale fauran dil se bole hands up Police lagi peeche leke hand cuff Charso bees magar log dete mad love Sabki umeed ke mai kar dunga set sab Sochta kabhi ki mai chhod dun kya rap ab I don't wanna leave itne saal tujhe dekar Tere bin jeene se marna hi behtar Star waala nahi asli ka rapper Faad du mai tujh jaisa nakli ka rapper Or pyaar mera art mere jaane ke baad bhi karenge mujhe yaad Ki mai nasli tha rapper Muh se hagte kare khali shit talk Mera writer tera aadha shit block Mere gaano pe teri baby ki tiktok Mere bina poora kaise hota idher hip hop Mera raaz rahega bina taaz ke Mera aaj banega itihaas ye Jaan daali game me, game meri jaan Tujhe bhukh khaali fame ki tu maan ya na maan Teri ek ni jabaan na koi deen na imaan Toh fir tu kam nasal toh fir tu badgumaan Kitna kama lega banke beimaan Ek din tune bhi deni hai rabb ko hi jaan

最近は、この心は憂鬱なんだ 僕の心は、この声が助けを求めている まあ、僕の名前を呼ぶだけで十分だ 僕のことを心から心配してくれる人は、ほんの数人だけ 雲は、まるで黒い霧みたい 痛みがない人生の楽しみって、どんなものだろう まあ、僕たちは最初から反逆者なんだ 僕は死を自分自身の住所に送った ローキーだけど、今すぐ見つけて、捕まって カメラをすぐに取り出して、心から叫ぶ「手を上げろ」 警察が後をつけて、手錠をかける 240だけど、みんなはマッドラブをくれる みんなの期待を、僕がすべて整える 時々、ラップをやめようかなと思う 君にこれだけの歳月を捧げて、もう離れたくない 君のいない人生なら、死んだ方がましだ スター的なものではなく、本物のラッパー 偽物のラッパーである君のような奴を粉砕してやる そして、僕の愛、僕の芸術は、僕が死んだ後も、僕を思い出させてくれる 僕が純粋なラッパーだったことを 口を開けて、空っぽの悪口を言う 僕のライターは、君の半分も悪くない 僕の歌は、君のベイビーのティックトックに 僕のいないヒップホップは、一体どうなっちゃうんだ? 僕の秘密は、新鮮な状態で残るだろう 今日の僕は、歴史になる 僕はゲームに命を吹き込み、ゲームは僕の命だ 君は空腹なんだ、名声に飢えてるんだ、認めるか認めないか 君には言葉も、宗教も、信仰もない だったら、君は劣等種で、それでいて悪党なんだ 不正を働いて、一体どれだけ稼ぐんだ? いつか、お前も神に命を返さなければならないんだ

Waqif hakikat se fir bhi anjaan hai Ashqo se beh jaaye ret ka makan ye Zamane se mai baaghi kyun munafiq hun Mai daagi hun mai bhula apna maazi hun Fir ho raha mujhse raazi tu Mai mushkilo ka aadi hun Kehdun mai tujhko kaafi kuch Ye dil bayabaan hai

真実を知っていても、まだ知らないことがあるんだ 涙で砂の住処が流れてしまう なぜ僕は世間に反逆者でありながら、偽善者なんだろう 僕は傷ついていて、自分の過去を忘れてしまった それでも、あなたは僕に納得している 僕は困難に慣れているんだ 君に伝えたいことはたくさんある この心は荒れ地なんだ

Likhe hai gaane bade mai deewano se apne ye kehta raha Likh diye afsanay bade magar kaagzo pe lahu behta raha Mehmano ko sehta raha, ghar meri khushbu se mehka raha Kahaniyan sun sun mai behka raha Jab asal me dekha toh dehka laga Dikhawe ki duniya se aajiz hun, ghoot raha Jaise jo barse wo badal hun Baithe umeedo me gusse me aake rahu jane Munafiq munkir hun phir bhi ghar pe daawat du Kisse gila karun, kisko bura kahun? Kisko mai jaake ye kisse bayan karun? Kehte hum dushman tere mai dua karu Lafzo ke kaidi hai ghar se reha karu Kalakaar bane veere par insaan nahi Mujhe malum nahi hai keemat apne naam ki Maal bhut hai par karne na de chaanbin Slumdog millionaire bane fire gandhi Sarhad paar mere yaar puche haal mera Koi sage yaar ni manaunga mai saal girah Chukhe dekha baal mera aake khud hi gaal dera Dekhe wo misaal meri jaise mai misaal deta Andaaz-e-bayan ye alag itna Tasveere banata raha Chahe apne bhi muqalif ho Gaane toh gaata raha Mai mirza mai galib bhi jaise Ilam me izaafa raha Lad lenge bina talwaro ke In haatho se waada raha

たくさんの歌を書いた、狂人たちとのことで、ずっとそう言ってきた たくさんの話を書いたけど、紙に血が流れてた 客を我慢し続けた、僕の家は僕の香りで満たされていた 話を聞いて、僕は夢中になった 実際に見たときは、吐き気がするほどだった 虚偽の世界に無力を感じて、むせ返る まるで、雨が降る雲のように 希望の中に座って、怒って、どこかに消えていく 偽善者で否定者なのに、家に招待する 誰に文句を言うんだ、誰を悪く言うんだ? 誰にこの話を話せばいいんだ? みんな、君の敵だと言うけど、僕は君のために祈る 言葉の囚人だ、家から出してくれ アーティストは兄貴だけど、人間じゃない 自分の名前の価値がわからない たくさんの財産があるけど、吟味させてくれない スラムドッグ・ミリオネアになって、ガンジーを燃やす 国境を越えて、友達が僕のことを尋ねる 親しい友人や仲間はいない、記念日には誰も来ない 僕の髪を自分で刈ってみたら、頬が赤くなった みんな、僕の模範を見るように、僕が模範を示している この語り方は、ここまで違うんだ 僕は絵を描いてきた たとえ自分が反対意見でも 歌い続けたんだ 僕は、ミールザであり、ガリブでもある 知識に価値が加えられた 剣を持たずに戦うだろう この手で約束したんだ

Waqif hakikat se fir bhi anjaan hai Ashqo se beh jaaye ret ka makan ye Zamane se mai baaghi kyun munafiq hun Mai daagi hun mai bhula apna maazi hun Fir ho raha mujhse raazi tu Mai mushkilo ka aadi hun Kehdun mai tujhko kaafi kuch Ye dil bayabaan hai

真実を知っていても、まだ知らないことがあるんだ 涙で砂の住処が流れてしまう なぜ僕は世間に反逆者でありながら、偽善者なんだろう 僕は傷ついていて、自分の過去を忘れてしまった それでも、あなたは僕に納得している 僕は困難に慣れているんだ 君に伝えたいことはたくさんある この心は荒れ地なんだ

この日本語訳をシェアしよう!

他の歌詞も検索してみよう

#ラップ